Top 5 Adsense Suspended Reasons

REASON NO 1
Sab se pehla reason taqreeban jo adsense he admob ki wajah se suspend yani hamesha k lye close hojata he apeal ki jaati he magar 100% se 1% k khulne k chances hen . Jab suspend hota he tab aapka dill bohat dukhta he . Or aap ki earning bhi chali jaati he. Ab me aapko kuch esi tricks batata hu jo aapko batata hu.
ab sawal ye uthta he k admob he kya cheez admob google ki ek product he jis me aap apps me ads chala sakte hen jis se aap khoob earning kar sakte hen. 
Admob k ads apne apps me lagae magar ek (interstial) or ek (Banner) ad lagae.
kuch logon ki adat hoti he k  12 13 ads laga dete hen phir 2 din baad kehte hen hamara to adsense suspend hogaya aapne fake earning batai he. 
 
REASON NO 2
doosra reason ye he ek aap ek e browser me aap do account login karte hen. example aap k 2 gmail he or dono pe adsense bana hua he aap do account open karte hen apni mobile me to iski wajah se aap account suspend hojata he Q k Google ek bari company he us ko sab kuch pata chalta he . is lye apni mobile me ek e ek e gmail use karein
 
REASON NO 3
Kuch logon ki adat hoti he k wo log vpn use kar k apne ads pe khud click karte hen. jis ko name diya hua he (SELF) clicks
ye jo click he wo invalid click kehlaate hen. ab log ye soch rhe hote hen k ham vpn use karenge to Google ko pata nahi chalega magar esa nahi he. Google ko sab kuch pata chalta he.
Vpn se aap ip to change karlenge aapka location kabi change nahi hoga. is wajah se aap trace kar k aapka account suspend kar deta he . to barae mehrbani vpn ka use na karein to behtar hoga.
 
REASON NO 4
jab aap apni app bnaate hen to kuch logon ki adat hoti he bar bar apne app ko khud use karte hen. Aap ko apni app test karni bhi he to aap apne app me add lagaein or maximum  15 minutes k baad apne app ko test kareinge to aap k ads dikhne lagen to phir doosron k saath share karein..
 
REASON NO 5 
10$  hone k baad aapko ek verify pin aega aapko post wala ghar deke jaega. Wo pin aapko verify karna hoga phir aapko payment milegi .Apni identity verify karne waqt hoshiyar rahen jo name id card per he or jo home adress id card per he wohi den. Or jo name id card per wohi edit kar k phir den. jab verify hojaegi aapko email ajaega .
 
AAJ BAS ITNA HI UMEED KARTA AAPKO YE REASON SAMAJH ME AGAE HONGE NEXT POST ME AAPKO ADMOB EARNING BTAU GA 
 
Welcome to www.aftabapks.com website
daily visit kijiye hamari website ko.
 
THANKS YOU FOR VISIT 
0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments